ILM-E-GAIB (Sallallahoalaihwasallam)

DUNYA O AKHRAT ME AGAR JINA HO CHAIN SE
JINA ALI SE SIKHLO,MARNA HUSSAIN SE
 
RadiallahuAnhm

ALLAH TALA HUZOOR sal-lal-lahu alai hi wa sallam KO KIS KHADER ILM E GHAIB ATA KIYA HAI, YE VIDEO DEKH KAR SAMJHO AUR SEEDHE RAASTE PE AAJAO 

hwatch?v=Pt2t_W7UEhM&feature=player

Ilm e Ghaib and Prophet Muhammad (sal-lal-lahu alai hi wa sallam)
WAHABI FITNAH - ILme Gaib
WAHABI FITNAH - ILme Gaib 

Hashmi Miyan "Ilm-e-Ghaib part -1" 

Gaib k meaning hy..Aisi chizen jo Aam Adami  Na dekh Sake..Aur...Gaib ki khabar dene waaale ko Nabi kehte hai.

Nabi to kehte hi use hai Jo Gayb Ki khabar deta ho...

Aur hmaare Aaqa  sal-lal-lahu alai hi wa sallam to Nabi k saath saath RASOOL BHI HAIN..kya kisi ne kabi ALLAH (Subhana wa taaala) KO DEKHA HAI..?

KABHI JIBRAEL  Alaihis Salaam  KO DEKHA HAI..

KABHI KISI FARISHTE KO DEKHA HAI..

Beshak nai... to in GAIB Ki cheezon par Imaan kaise laaya ..

Nabi sal-lal-lahu alai hi wa sallam ne hi to bataaya ...aur Agar koi kahe...Nabi ko Gayb ka Ilm nai tha tab to Uska Imaan hi khaariz hogya..

Quraan may aata hai...."Wa maa yantikhu anil hawaa".  "Aur woh apni marzi say kuch nahi kehtay (Muhammad Sallallahu alai wa salam) "Khudaa ki Razaa pay razii Muhammad
Razaa e Muhammad pay Razii Khudaa" 

Shaykh al-Islam, Hafiz Ibn Hajar al-'Asqalani, writes:
"One of the qualities bestowed upon a Prophet is the quality that he knows what has already happened in the past and what will happen in the future"..Urdu translation...Nabi ki ek Khubi yeh hai k ..Wo Jante hy jo ho chuka hy past (mazi)me, aur kiya hoga future (mustaqbil) me.." 
[Fath al-Bari, chapter on 'The Anbiya']

Allah Ta'ala says: "Allah Alone is the Knower of the Unseen. He never grants the Knowledge of his Ghayb to anyone but to His chosen Messengers and appoints guard before them and behind them."..

Translation.."Wahi (Allah (Subhana wa taaala)) hi  ghyb ka jannaney wala hai,wo kisi pr apne ghaib ko Zhahir nahi karta.han, Jis paigambar ko pasand farmayen .Aur us ko Ghaib ki baatein bata de.to us k Aage aur phiche nihgahebaan Muqarar kar deta hy.taki Malum farmayein k unhone apne parwardigaar k piagaam pauhncha diye.". (Surah Jinn, 72:26-27).


ILM-E-GHAIB ka inkaar KUFAR hai


Q : ILM-E-GHAIB kya hai ?

A : ILM-E-GHAIB, future may honay walay WAAQIYAAT hain.

Q : Kya hum ALLAH-TALA ko GHAIB keh saktay hain ?

A : HAAN, kyun k ALLAH-TALA ki zaat MAKHFEE hai, is liyay.

Q : Hum ko ALLAH-TALA ki zaat k baray mai kaisay pata chala ?

A : hum ko ALLAH-TALA kay baray mai pyaray nabi ( (sal-lal-lahu alai hi wa sallam)) nay bataya.

Q : is ka matlab yay howa kay agar pyaray nabi ( (sal-lal-lahu alai hi wa sallam)) ki zaat nahi hoti,
to hum ko ALLAH-TALA ki zaat k baray may pata nahi chalta ?

A : jee haan offcourse, ap nay sahi farmaya.



To sabit yay howa k ALLAH-TALA ki zaat GHAIB hai.

hum ko ALLAH-TALA k baray mai pyaray nabi ( (sal-lal-lahu alai hi wa sallam)) say pata chala.

jis nay pyaray nabi ( (sal-lal-lahu alai hi wa sallam)) kay ILM-E-GHAIB ka inkaar kiya...goya.

us nay ALLAH-TALA ki zaat ko man-nay say INKAAR kiya.

aur jo ALLAH-TALA ko man-nay say INKAAR karay.

wo KAAFIR nahi to aur kiya hai ?

Allah Hafiz ... 
brother an sister plz correct me if i am wrong jazakallah.................




Quote from: kabeer on September 04, 2010, 03:26:50 AM

aap log may se mujhe koi nabi ko ilm e ghaib ka bayaan quran or hadees se koi saamjha sakta hai plz samjhaye mujhe mere dost ne pucha quran or hadees se daleel dijiye to plz jawab jaldi dijiye......


Assalaamualycum Wa Rehamtullahe Wa Barkathu. bhai see this reference is frm Quraan kareem only ..Sure Jinn.It is a Sura no.72.Ayat no-26-27.

Allah Ta'ala says: "Allah Alone is the Knower of the Unseen. He never grants the Knowledge of his Ghayb to anyone but to His chosen Messengers and appoints guard before them and behind them."..

Translation.."Wahi (Allah (Subhana wa taaala)) hi  ghyb ka jannaney wala hai,wo kisi pr apne ghaib ko Zhahir nahi karta.han, Jis paigambar ko pasand farmayen .Aur us ko Ghaib ki baatein bata de.to us k Aage aur phiche nihgahebaan Muqarar kar deta hy.taki Malum farmayein k unhone apne parwardigaar k piagaam pauhncha diye.". (Surah Jinn, 72:26-27).



"Nor will He disclose to you the secrets of the Unseen. But He chooses of His Apostles [for the purpose]"
[Sura al-Imran, verse 179]

Translaton;”Aur  Allah ki shan yeh nahi k Aye Aam Logo tumhe Ghaib ka ilm dey de, Han Allah Chun leta Hy apne Rasullon se Jise chahe.”[Sura Al Imran ,Ayat no.179].

Isitarah...

Quraan Shareef me Kahin jaghon pr aaya hai k Allah ta'ala ne apne Chuninda bandon (Nabi) ko Ilm-e-Ghaib diya..For Example..
Surah Baqarah, 2:31; Surah Baqarah, 2: 251; Surah Naml, 27:16; Surah Ambiya, 21:74; Surah Yusuf, 12:68; Surah Yusuf, 12:96; Surah Qasas, 28:14.



Allah Taala ne Quran mein kai jaghon pe irshaad farmaya hai k Ilm-e-Ghaib sirf usi k paas hai

Allah Subhan Wa Taalah says in the Qur'an:

"These are the tidings of the Unseen that We reveal to you in secret"

[Sura al-Imran, verse 44]

"Nor will He disclose to you the secrets of the Unseen. But He chooses of His Apostles [for the purpose]"

[Sura al-Imran, verse 179]

Surah Jinn Aayat 26 & 27 quote.....

عالِمُ الْغَيْبِ فَلا يُظْهِرُ عَلى غَيْبِهِ أَحَداً * إِلاّ مَنِ ارْتَضى مِنْ رَسُول

"Aalim-ul-Ghaib sirf Allah ki zaat hai, aur wo apna Ghaib ka ilm kisi par bhi zaahir nahi karta, siwaye apne un Rasoolon ko jinhein wo chahta hai."

Aalim-ul-Ghaib biz-zaat Allah k siwa koi nahi. Albatta ye ilm Allah chahy tou apne bandon ko b ata kar sakta hai, jis tarha se Hazrat Khizr ko Ataa hua.Isi tarah Huzoor Sal Allahu Alayhi wa Sallam ko bhi ataa kiya gaya.

Allah has sent down to you the Book and Wisdom and has taught to you  what you did not know, and great is the grace of Allah upon you.”

Surah Al-Nisa, Verse 113.

"And he (Muhammad) is not niggardly the Knowledge of the Unseen."

(Quran 81:24).

Therefore, if the news of Ghayb reached to the Prophet Muhammad Sal Allahu Alayhi wa Sallam it is only because it was given to him by Allah. It is for this reason that according to Quran the messengers are all instructed to tell people that they do not possess the Knowledge of Ghayb of their own, for it is reached to them by Allah only as He wishes.

Hadith explaniation..............

Narrated 'Umar:

One day the Prophet stood up amongst us for a long period and informed us about the beginning of creation (and talked about everything in detail) till he mentioned how the people of Paradise will enter their places and the people of Hell will enter their places. Some remembered what he had said, and some forgot it.

Reference

Sahih Bukhari Volume 4, Book 54, Number 414

Narrated Anas:
The Prophet had informed the people of the martyrdom of Zaid, Ja'far and Ibn Rawaha before the news of their death reached. The Prophet said, "Zaid took the flag (as the commander of the army) and was martyred, then Ja'far took it and was martyred, and then Ibn Rawaha took it and was martyred." At that time the Prophet's eyes were shedding tears. He added, "Then the flag was taken by a Sword amongst the Swords of Allah (i.e. Khalid) and Allah made them (i.e. the Muslims) victorious.

Reference

Sahih Bukhari Volume 5, Book 59, Number 561

Anas reported:

The Messenger of Allah (may peace be upon him) one day led us in the prayer and when he completed the Prayer he turned his face towards us and said: O People, I am your Imam, so do not precede me in bowing and prostration and in standing and turning (faces, i.e. In pronouncing salutation), for I see you in front of me and behind me, and then said: By Him in Whose hand Is the life of Muhammad Sal Allahu Alayhi wa Sallam, if you could see what I see, you would have laughed little and wept much more. They said: What did you see, Messenger of Allah? He replied: (I saw) Paradise and Hell. 

Reference

Sahih Muslim Book 004, Hadith Number 0857




who is wahabies ahle hadees an deobandis :-



WAHABIES, AHLE HADEES AND DEOBANDIS- Yeh woh log hain jo Allah Kareem ko to mantay hain par Allah Kareem ki nahen mantay halankay Fateha o Isal'o sawab k baray main yeh parhain to pata chalta hay k aisa karna sahih hay. Yeh tamam hazraat dua to phir bhe karlaytay hain magar isal'o sawab is liye nahen kartay k aqida rakhtay hain k jo margaya woh khak hogaya aur us pay kuch parhnay say kuch faida nahen hota aur doosra yeh k yeh log Buzurgan e Deen aur Aulia Allah ko nahen mantay is liye unko nahen bakhshtay halankay Ahle Sunnat wal Jamaat ka yeh khasa raha hay k jab Fateha o Durood kartay hain to Huzoor Nabi e Kareem Sallallaho Alaihay Wasallam say laykar aaj tak jitnay bhe Paighambaran e Khuda, Sahaba Kiram Ajmayeen, Buzurgan e Deen ' Aulia Allah sab ko isalo sawaab punhchatay hain.

Fateha and Esaale Sawaab is permissible in Islam :-
1. All the Ulama-e-Haq and the Buzrugaan-e-Deen hold the belief that to send Esaale Sawaab to the souls of the deceased is permissible.


2. It is permissible for a Muslim to send the Sawaab of his deeds, such a Salaah, Saum, Zakaah, Hajj, Sadaqa, etc. to others. (Hidaya)

3. If a person kept Fast, performed his or her Salaah, or gave Sadaqa and then sent this Sawaab to another person, either living or deceased, then to do so is permissible, and that Sawaab reaches the said person. (Bahrur Raa'iq)

4. Hazrat Anas (radi Allahu anhu) asked the Prophet (sallal laahu alaihi wasallam): "If we send Sawaab to the deceased, give Sadaqa and Khayraat and ask Du'a for them, does this reach them?" The Prophet (sallal laahu alaihi wasallam) said: "Verily it reaches them. Read Salaah for them as you read for yourself and fast for them as you fast for yourself. In other words, make Esaale Sawaab of Salaah and Saum for them." The meaning of this Hadith Shareef is that we should send the Sawaab of our actions to the deceased, since in reality one cannot perform Salaah and keep fast for another person or on his behalf, but we can send the Sawaab of our actions to them.

5. Hazrat Abdullah ibn Abbas (radi Allahu anhu) has stated: "On the Days of Eid, the 10th of Muharram, the first Friday of Rajab, on Shabbe Baraat, and on Thursday nights, the souls of the deceased are left free to go to their homes, wherein they go and ask for Sadaqa and Khayraat. If they do not receive any Du'a or Fateha, then they return to their graves saddened and disappointed and they say, 'O Allah! They have deprived us, You deprive them'".

6. The Prophet (sallal laahu alaihi wasallam) as said: "When a person passes away and the family of the deceased gives Sadaqa, Khayraat and makes Du'a for him, then Sayyiduna Jibraeel (alaihis salaam) takes it to them in their graves on a tray that is beautifully decorated. When they receive this, they become so pleased as if someone in the world becomes pleased on receiving a gift, and his neighbour who has not received any Sawaab becomes sad".

7. Hazrat Sa'ad ibn Ubaadah (radi Allahu anhu) once came to the Prophet (sallal laahu alaihi wasallam) and said: "Ya Rasoolallah (sallal laahu alaihi wasallam)! My mother has passed away. What can I do for Esaale Sawaab?" The Prophet (sallal laahu alaihi wasallam) said: "Prepare a well for water". When the well was prepared, Rasoolullah (sallal laahu alaihi wasallam) went close to the well and made Du'a: "This is for the Esaale Sawaab for the mother of Saad". While making this Du'a, he raised his hands high, and after Du'a, he turned his hands over his blessed face.

8. For those who object to Fateha and Du'a, the following is for their perusal:-

8.1 It is allowed to make Du'a in front of the Niyaz (offering), as this is what the Prophet (sallal laahu alaihi wasallam) did by coming close to the well to make Du'a.

8.2 It is allowed to lift up the hands for Du'a and to end the Du'a by turning the hands over the face.

8.3 It is preferable to call a pious person to make the Du'a.

8.4 To make Fateha on Niyaz is allowed. If it were not, then the Prophet (sallal laahu alaihi wasallam) would not have made Du'a near the water, but would have said that the intention was sufficient.

8.5 For the person to obtain the Sawaab, it is not necessary to feed the Niyaz first, but Du'a can be made before this since the Prophet (sallal laahu alaihi wasallam) made Du'a even before any person drank out of the well.

9. Whosoever makes Khatam of the Holy Quran and then makes Du'a, 4 000 Angels say Aameen on his Du'a. They then continue making Du'a for him and they continue asking blessings for him until the morning or afternoon. (Tafseer Roohul Bayaan)

10. At the time of Khatam Shareef, there is a flow of mercy and to make Du'a after completing the Quran is Mustahab.

11. When Hazrat Anas (radi Allahu anhu) used to complete the Holy Quran, then he would call all his family and friends and make Du'a. (Jila'ul Afhaam)

12. When making Fateha, one should follow the proceedure of the pious Saints. When making the Fateha, send the Sawaab to the Prophet (sallal laahu alaihi wasallam), the pious servants, the Companions, and then through their blessing, ask for it to be sent to the soul of the deceased. This is the prescribed method, and this is the method that the Ahle Sunnah has always followed.

13. By making Esaale Sawaab, it gives comfort to the deceased, pleases them, saves them from the torment of the grave, elevates their status and causes benefit to the sender as well as the receiver.


Kaam woh ley lee jiye, tum ko jo raazi karey,
Theek ho naam e Raza, tum pey karoron durood

(Take that service from me that pleases you, May the name of Raza be well, a million blessings on you)



Tips for every Ahle Sunnat wal Jammah Brothers n Sisters ...
  
Tips are like this : 


1. If anyone says Asking Help from Ambiyaa n Awliyaa is Shirk then say them to produce proofs from Quraan and Sahih Ahadeeths.

2. If anyone says visiting Graves of pious is shirk then say them to show from Quraan and Sahih Ahadeeths.

3. If Anyone says Making Tawassul Waseela from Ambiya n Awliyaa is Shirk then say them to show from Quraan and Ahadeeths .

And when they show you any of Quranic Ayyah then 1st read each and every words from Commentary of that particular Ayyah on whom it was revealed and for what reeason and then reply them .

if anyone show you Ahadeeths then kindly see the wordings of that Ahadeeth read it from your Wisdom which Allah gave us Alhamdolillah and then confirmed it from Alim-e-Deen dont take out that Ahadeeth or Quranic Ayyah out of Context ever may be its harmfull and chance of becoming Astray May Allah Save us Protect us  from Fitna-e-Najd Wahabis Ahle Hadisi . 


Ameen Suma Ameen Ya Rehmatalilalameen.......


I am Agreed with you

and Secondly Big thing Jo maine padha bhi hy aur Ulema-e-Ahle Sunnat wal Jamat se suna bhi hy ki HUZUR (Sallallahoalaihhewasallam) ne Har taraf hath utha kr Dua ki Siwaye NAJD ke.................................

Mere liye itna hi Kafi hy ki HUZUR (Sallallahoalaihwasallam) ne NAJD ke liye Jo farmaye..............ALhumdolillah yeh Mera aur Har Aashiq-e-Rasul (Sallallahoalaihhewasallam) ka EIMAN hy.

JazakALLAH for Sharing.






Apne Dosto/Rishtedaro ko join karwane ke liye unke mobile se 1 sms type kry

JOIN SUNNIKING 
aur bheje
9219592195
Or
9870807070



ILM-E-GAIB

ILM-E-GAIB --1

Khalique Aur Maklooq Ka Ilm Mein Barabri Nahe Ala Hazrat Shah Ahmed Raza Khan Rehmatullahe Alaihi Bayan Karte Hai;
 

1. Allah Ka Ilm Zaati Hai Maklooq Ka Ilm Attai Hai*
Allah Ka Ilm Azli, Qadeemi, Haqeqi Hai Maklooq Ka Ilm Haa'dis Hai Is Liye (Hamesha Se Nahe)

2. Ilm Ilahi Ka Hamesha Rahna Wajib HaiIlm Maklooq Ka Fannah Mumkin Hai
3. Allah Ka Ilm Maklooq NaheMaklooq Ka Ilm Bhe Maklooq Hai(Paida Kiya Gaya Hai)


¤ILM-E-GAIB--2
Allah Taala Apne Mehbøob(Sallallaho Alaihi Waasalam)Se Mukatib Karke Farmata Hai;

"Aur Tum Per Yea Quran Utara Har Cheez Ka Roshan Bayan"{Surah AlnahalAyat;89}

Aur Farmata Hai;

"Aur Har Choti Bari Cheez Likhe Howi Hai"{Al-QamarAyat;53}

Aur Farmata Hai;

"Hur Cheez Hum Ne Ek Roshan Peshwa Mein Gun Rakhe Hai" {Surah YaseenAyat;12}

¤ILM-E-GAIB--3

Aur Farmata Hai;

"Zameen Ke Andhariyoun Mein Koi Dana Nahe Aur Na Koi Tarokush, Magar Ek Roshan Kitab Mein"{Surah Al-inamAyat;59}

¤ILM-E-GAIB--4

Rasool (Sallallaho Alaihi Waasallam)Ke Pass Ek Chor Laya Gaya, Aap (Sallallaho Alaihi Waasallam) Ne Farmaiya Qatal Kardo, Arz Ke Gaye Ke Chori He tu Ke Hai Farmaiya Is Ke Hath Kat Do Phir Siddique-Akber (Radi'Allahu Anhu) Is Haal Mein Laya Gaya Ke Taamam Hath Pao Kate Ja Chuke The App Ne Farmaiya "Mein Is Ke Bagair Tera Elaj Nahe Janta Jo Rasol (Sallallaho Alaihi Waasallam) Ne Tery Barey Mein Faisla Farmaiya Tha Is Ko Qatal Kardo Woh Tera Haal Khob Jante The"
 

{Al Maajam AlkaberRaqam;3409Jild;3Pg;279}

¤ILM-E-GAIB--5
"Imam Mujahid" Hazrat Ibne Abbas (Radi'Allahu Anhu) Ke Khas Shagird They Farmate Hai;
 

"Munafiqen Mein Se Ek Skhs Ne Kaha Muhammad Gaib Kiya Janain" {Al Manshoor Fee Altafseer AlmaasoorJd;65Pg;230}

Is Per Allah Farmata Hai;

"Aur AAYE MEHBOOB!! Agar In Se Pooch Tu Kahein Ge Ke Hum Tu Youn He Hansi Khel Kar Rahe The Tum Farmao Kiya Allah Aur Is Ke Ayato Aur Is Ke Rasool Se Hanste Ho, Bahane Na Banao,Tum Kafir Hochuke Muslman Hokar" {Surah ToobaAyat;65,66}

¤ILM-E-GAIB--6

Quran;
 

"Beshak Allah Ke Pass Qayamet Ka Ilm Aur Utarta Hai Meein Barsata Aur Maao Ke Pait Mein Aur Koi Jaan Yea Nahe Janti Ke Kal Kiya Kaamaiye Ke Aur Koi Jaan Yea Nahe Janti Ke Kis Zamen Mein Mare Ga,Besk Allah Jan'newala Batane Wala Hai" {Surah LuqmanAyat;34}
"Is Ayat Mein Gair Allah Se 5 Baatao Ke Ilm Ke Nafi Zaati Hasiyat Se Ke aye Hai Jubke Allah Ke Seekane Se Iske Bundo Ko Yea Uloom Ho Sakte Hai,
Is Mein Koi Maane Nahe Jaise Anbiya Ouliya Ko"
 
{Tafser SaawiJd;5Pg;13Mutaffa;1241}

¤ILM-E-GAIB--7


"Ye Uloom Kaamsa Gaib Ke Kunjiyan Hain, Jis Ka Ilm Allah Ne Apne Zaat Ke Sath Khas Karliya Hai, Unhain Koi Nahe Janta Siwaie Is Ke Allah Is Ka Ilm Kis Ko Atta Farmaiye"
 

{Tafseer Ibne KaseerJd;3Pg;455}

Quran Farmata Hai;

"Aur Nabi Gaib Baatane Mein Bukeel Nahe"{Surah AltaakweerAyat;24}

¤ILM-E-GAIB--8


Uloome Kaamsa;


*Qayamet Kub Hoge?
*Barish Kub Hoge?
*Maa Ke Pait Mein Kiya Hai?
*Insan Kul Kiya Kare Ga?
*Kon Shks Kis Jaga Mare Ga?

¤ILM-E-GAIB--9

QURAN;


"GAIB ka Jaane Wala Tu Apne Gaib Ko Kisi Per Zahir Nahe Karta Siwai Apne Pasandeda Rasoolon Ke" {Surah Aljinayat;26}

Aur Allah Taala Farmata Hai;
"Aur Yea Nabi Gaib Batane Mein Bukeel Nahe "{Surah Al TakweerAyat;24}Eman Walo Ke Shaan Tu Yea Hai Ke Pore Quran Per Eman Rakhte Hai,


Quran Mein Aisa Nahe Hosakta Ke Ek Maqam Per Kisi Chez Ka Sabot Ho
Aur Dosre Maqam Per Ishe Chez Ka Inqar Ho. Lehaza Ilm-e-Gaib Ke 2 Qism Hai

*Ilm-e-Gaib Zaati
*Ilm-e-Gaib Attai

Yahan Ilm-e-Gaib Attai Wala Hai.

¤ILM-E-GAIB--10

*Rooz-e-Awal Se Qayamet Tk Tafsel Ke Sath Aqa (Sallallaho Alaihi Waasalam) Ko Uloom Kamsa (5) Mein Se Har Har Waqiya Ka Ilm Allah Ne Atta Farmaiya.

*LOOH-E-MEHFOOZ Mein Jo Kuch Howa Aur Jo Kuch Hoga Ilm Atta Farmaiya.

*AQA(Sallallaho Alaihi Waasallam)Ko Taayun Waqt Qayamet Ka Bhe Ilm Hai.

*AQA(Sallallaho Alaihi Waasallam) Ko Quran Ke Taamam Mutashaabhat Ka Ilm Hai.

*AQA(sallallaho Alaihi Waasallam)Ko Haqeqat Rooh Ka Bhe Ilm Hai.

¤ILM-E-GAIB--11

Beshak Alim-ul-GAIB Allah He Ke Zaat Hai, Zaati Tøor Per Gaib Woh He Jaanta Hai Quran Mein Hai;

"Aur Allah Ke Shaan Yea Nahe Ke Aam Logo!! Tumhain Gaib Ka Ilm De De, Han Allah Chun Leeta Hai Apne Rasoolon Mein Jisey Chahe"{Al-ImranAyat;179}

¤ILM-E-GAIB—12-A

Hazrat Yaqoob(Alaihi Salam) Ne Apne Beeton Ke Samne Is Attaai Rubani Ka Izhar Karte Hoye Farmaiya;

"(Yaqoob Alaihi Salam Ne) Kaha Ke Mein Na Kahta Tha Ke Allah Ke Woh Shaanain Maaloom Hain Jo Tum Nahe Jante" {YousufAyat;96}

Hazrat Essa(Alaihi Salam) Apne Khudaad Ilmi Mojzaat Ka Izhar Karte Bani Israil Se Youn Farmata Hain;

"Aur Tumhain Baatata Ho Jo Tum Khate Ho Aur Jo Apne Gharon Mein Jaama Kar Rakhte Ho, BESHAK In Baatao Mein Tumhare Liye Bari Nishani Hai Agar Eman Rakhte Ho" {Al-ImranAyat;49}

¤ILM-E-GAIB--12-B

Hazrat Yousuf(Alaihi Salam)Apne Ilme Mojze Ka Izhar Youn Farmate Hain;
(Hazrat Yousuf Alaihi Salam Ne Jail Mein Qaidiyoun Se) Farmaiya;
"Jo Khana Tumhain Mila Karta Hai Woh Tumhare Pass Na Ane Paye Ga Ke Mein Is Ke Taaber Is Ke Ane Se Phele Tumhain Batado Ga, Yea In Ilmo Mein Se Hai Jo Mery Rub Ne Seekhaiya" {Surah YousufAyat;37}

¤ILM-E-GAIB--13

"Aur Tumhain Seekha Diya Jo Tum Na Jante They Aur Allah Ka Tum Per Bara Fazal Hai" {Surah Al NisaAyat;113}

Is Ayat Ke Tahat "Tafseer-e-Jalalain Mein Hai;

"Yeani Ahkham-e-Sharah Aur Gaib Ka Ilm Seekha Diya

¤ILM-E-GAIB--14

Hazrat Abou Moosa Ashari(Radi'Allahu Anhu) HUZOOR(Sallallaho Alaihi Waasalam) Kuch Aise Suwalat Kiye gaye Jo App Ko Napasand They Jub Suwalat Ziyada Hone Lage Tu App (Sallallaho Alaihi Waasalam) Naraz Hogaye Phir Logo Se Farmaiya;

"JO CHAHO PHOCH LO!! "Ek Skhs Ne Arz Ke;

"YA'RASOOL ALLAH! Mera Baap koun Hai?? Farmaiya;

"Tumhara Baap Huzaifa Hai"

Dosra Khara Hokar Arz Ke;

"Mera Baap Koun??FARMAIYA;

"Ke Tumhara Baap Salaam Sheeba Ka Azad Gulam Hai"

Hazrat Omer(Radi'Allahu Anhu) Ne App (Sallallaho Alaihi Waasalam) Ke Chehra Anwar Per Gaazab Ke Aasar Dekhy Tu Arz Kiya;

"YA RASOOL ALLAH!!Hum Allah Taala Ke Taraf Tooba Karte Hain.
{Sahe BukhariKitab Ul-ilmRaqam;92Pg;21}

¤ILM-E-GAIB---15
Jo Pechle Hadees Bayan Ke Gaye The Us Mein Suwal Karne Waley Shabi Ka Naam Abdullah Tha, Is Suwal Ke Waja Yea The Ke Log In Ke Nasab Mein Shak Karte The, Kabhe Jagra Mein Dosrey Ke Taraf Mansob Kar Detey The, AQA(SALLALLAHO ALAIHI WAASALLAM) Ke Irshad Ke Bd Logo Ka Shk-O -Shuba Dur Hogaya, DOSRE Saad Bin Salam Moula Sheeba They, Un Ke Sath Bhe Yea He Mamla Tha.
 

WAHA KIYA BAAT HAI ILME GAIB KE

¤ILM-E-GAIB---16

Hazrat Omar (Radi'Allahu Anhu) Se Riwayat Hai; Huzøor(Sallallaho Alaihi Waasallam) Hamare Darmiyan Khare Howe The Aur Maklooq Ke Paidaish Ke Ibtada Ke Mutaliq Khabar De Yahan Tk Ke JANNATI Apne Teekano Aur DOZAKHI Apne Teekano Meim Dakil Hogaye, Is Jis Ne Yaad Rakha So Yaad Rakha, Jo Bhool Gaya So Bhool Gaya.
 
{Sahe Bukhari Kitab Bd -e-AlkhalqRaqam;3192Pg;532}

¤ILM-E-GAIB---17

Hazrat Sobaan(Radi'Allahu Anhu) Se Marvi Hai; Rasool(Sallallaho Alaihi Waasalam) Ne Farmaiya;

"Allah Taala Ne Tamam Rohe Zamen Ko Mery Liye Lapait Diya Aur Meinay Is Ke Tamam Mashrik Wo Mugarib Ko Deekh Liye Aur Beshak Meri Umet In Mashariq Aur Magarib Ke Mulkoun Tk Phonche Ge, Jitne Zamen Ko Mery Liye Lapaita Gaya Aur Mujhe Surk o Safaid Döno Kazane Atta kiye Gaye"{Sahe MuslimKitab Al FatinRaqam;2889;7258pg;125}

¤ILM-E-GAIB---18


Hazrat Anus(Radi'Allahu Anhu) Se Riwayat Hai; Nabi(Sallallaho Alaihi Waasallam)Ne Hazrat Zaid,

Jaffar Aur Ibne Rawah (Radi'Allahu Anhum) Ke Mout Ke Kabar Ane Se Phele Logo Ko Un Mout Ke Kabar Suna De Is Tarah Ke App(Sallallaho Alaihi Waasallam) Farma Rahe The Ke Janda Zaid Ne Pakra Aur Woh Shaheed Hogaye Phir Jaffar Ne Le Liya Hai Aur Woh Bhe Shaheed Hogaye Phir Ibne Rawah Ne Liya Woh Bhe Shaheed Hogaye Aur App(Sallallaho Alaihi Waasallam) Ke Ankhain Ashk Bahar Rahe The (Phir Farmaiya) Hatha Ke Janda Allah Ke Talwar Mein Se Ek Talwar Ne Liye (yeani Hazrat Khalid Bin Walid Radi'Allahu Anhu) Ne Hatta Ke Allah Ne Muslamano Ko Kafiron Per Fatha De.
{Sahe BukhariRaqam;4262pg;722}

¤ILM-E-GAIB---19
 

Phicle Jo Hades The Wo Waqia Jang e Moata, Jo 8 Hijri Mein Paish Aya Aur Is Jang Mein 3000 Muslaman The Aur Hurkul Ke Roomi Fouj 100000 The . Aqa(Sallallaho Alaihi Waasallam) Ne Lashkar Rawana Hone Se Phele Farmate Waqt Sipe Salaar) Zaid Bin Harsah (Radi'allahu anhu) Jaffar Bin Abi Talib (Radi'Allahu Anhu) 3 Abdullah Bin Rawah(Radi'Allahu Anhu) Ko Muqarar Farmaya Tha Ye Hazraat Yakke Baad Deegar Shaheed Horahe The Aur Jande Le Rahe The Aur Yahan Aqa(Sallallaho Alaihi Waasallam) Masjid Nabwi Mein In Tamam Halat Aur Waaqiyat Ke Kaber De Rahe The, Aj Kul Doorbeen Ke Zariye Door Tk Dekh Leta Hai Yeahn Nabouwat Ka Rohani Doorbeen Ka Kiya Kahna.

¤ILME-GAIB---20


Hazrat Ibne Abbas(Radi'Allahu Anhu) Se Riwayat Hai; Nabi Kareem(Sallallaho Alaihi Waasallam)

Do Qabro Ke Pass Se Guzrey Tu Farmaiya; "Inhain Aazab Horaha Hai, Kis Kabeera Gunnah Ke Bais Nahe, Un Mein Se Ek Pishab Ke Cheinto Se Nahe Bachta Tha Aur Dosra Chugliya Khata Phirta Tha, Phir Ek Subz Tehni Le Aur Is Ke Do Hisey Kar Ke Hur Qaber Per Ek Hisa Gaar Diya, Log Arz Guzar Howe;
 

"YaRASOOLALLAH(Sallallaho Alaihi Waasallam)Aisa Kyoun Kya?"
 

Farmate Hain;
 

"Jub Tk Yea Khusk Nahe Hon Ge Tub Tk Azab Mein Kami Hoge"
{Sahe Bukharikitab al wozuRaqam;218Pg;41}





Q.
assalamualaikum.kuch log kehte hai ki ahle sunnat wale mazaar parasti karte hai(grave wroshipper) hai ab yeh log ko kaise samjhaye ke hum mazaar par maangte nahi hai ibaadat nahi karte hame malum hai ke sirf ibadat allah he ke liye hai or ibadat ke layakh sirf allah hai....
A.
In English
You can quote them some hadees which are as follows:
As they mean to say that we worship graves then this would mean that we are associating partner with Allah Maz Allah where as our Prophet sualalaahualaihewasallam said as follows:Musnad Ahmed 5/428
 
23680

"Messenger sualalaahualaihewasallam said: "The thing I fear for you the most is ash-Shirk al-Asghar (minor shirk)."The companions asked "Oh! messenger of God, what is minor Shirk?"He replied "Ar-Riya (showing off), for verily God will say on the Day of Resurrection when people are receiving their rewards, 'Go to those for whom you were showing off in the material world and see if you can find any reward from them."
 

Prophet sualalaahualaihewasallam only feared for Shirk Al Asgar which is showing off and not SHIRK AL AKBAR which is associating partner with Allah, like worshiping someone other than Allah. This is more than enough to proove that this ummah is saved from SHIRK AL AKBAR.

Another hadees:
 
Sahi Muslim 485
Narrated Buraydah ibn al-Hasib
The Messenger of Allah (peace be upon him) said:
 I forbade you to visit graves, but you may now visit them; I forbade you to 
eat the flesh of sacrificial animals after three days, but you may now keep it as along as you feel inclined; and I forbade you nabidh
 
except in a water-skin, you may drink it from all kinds of water-skins, but you must not drink anything intoxicating.
 

Allah knows well about everything and if muslims were going to worship graves in future will Prophet sualalaahualaihewasallam ever allow us to go near them? How can these Wahabees/Ahle khabees speak like that!!.

Another hadees:
Sahih Bukhari Book 56 Hadith 803
 
Narrated Hudhaifa bin Al-Yaman:
 
,
..... He said, "Yes, there will be some people who will invite others to the doors of Hell, and whoever accepts their invitation to it will be thrown in it (by them)." I said, "O Allah's Apostle! Describe those people to us." He said, "They will belong to us and speak our language (i.e Arabic) " I asked, "What do you order me to do if such a thing should take place in my life?",He said, "Adhere to the CONGREGATION OF MUSLIMS and their Chief." I asked, "If there is neither a group (of Muslims) nor a chief (what shall I do)?" He said, "Keep away from all those different sects, even if you had to bite (i.e. eat) the root of a tree, till you meet Allah while you are still in that state."
 
Tell him that Majority of Muslim are Sunnis and go to Darghas and are Muqallids Alhumdolillahe.

Also in quran Allah says:
"You are the best nation raised up for mankind."
 [Soorah Aali-'Imraan 3:110]

How can this best nation have majority of people who commit SHIRK!!!!!

Also give them this hadees:
Hudhaifa i.e. Ibn al Yaman (ra) said that the Prophet  (sal-lal-lahu alai hi wa sallam) said: Verily, I fear about a man from you who will read the Qur'an so much that his face will become enlightened and he will come to personify Islam. This will continue until Allah desires. Then these things will be taken away from him when he will disregard them by putting them all behind his back and will attack his neighbor with the sword accusing him of Shirk. The Prophet was asked - which of the two will be deserving of such an accusation? - The attacker or the attacked? The Prophet replied - the attacker (the one accusing the other of Shirk)
 
Narrated by Ibn Hibban in his Sahih, Tahqiq Nasir Albani, Volume 001, Page No. 200, Hadith Number 81] Nasir Albani said: 'this hadith is hasan' also see [Silsilat al-ahadith al-sahihah - Albani (Wahabee Scholar whom wahabee cannot object at all) Volume 007-A, Page No. 605, Hadith Number 3201] 

So tell them that this hadees shows that calling someone as mushrik in this ummah is wrong and it may make them as mushriks just by calling a muslim as a Mushrik!!!!

In Hindi

Jaise ki ye Wahaabe log kehte hai ki hum log kabron ki puja karte hai yaani ke hum log Allah ke saath kisi aur ki ibadat karte hai aur ye shirk hai Maz Allah to aap in logon ko ye hadeesein dikha sakte hai:
Musnad Ahmed 5/428
23680
Nabi Kareem sualalahualaihewasallam ne farmaya "main tum pe jis cheez se darta hun woh hai Shirk Al Asghar (Chota Shirk) Sahaba ne pucha ye shirk kya hai, aap ne farmaya "Riya yaani dikhawa"
Nabi kareem sualalahualaihewasallam ne Shirk Al Akbar nahi kaha jo ke Allah ke saath kisi aur ki ibadat karne ko kaha jaata hai bulke kaha Shirk al Asgar jo ke riya hai (Dikhwa in ibadat) Ye is baat ki dalil hai ke is ummat mein koi shirk nahi karegaa.
Dusri hadees:Sahi Muslim 485
Nabi kareem sualalahualaihewasallam ne farmaya "Maine tumhe kabron ki ziyarat karen ko mana farmaya thaa lekin ab tum kabron ki ziyarat kar sakte ho"
Allah behter jaanata hai ke muslim log aage jaake kya kareinge to agar woh log shirk kareinge kabr pe jaake to kya Allah ke Nabi hume kabhi kabron ke paas jane ka hukm dete?
Ye Wahabee/Ahle khabees log fir aise kaise bol sakte hai.
 
Tisri hadees:Sahih Bukhari Book 56 Hadith 803
Nabi kareem sualalahualaihewasallam ne farmaya "Kuch log aise aayenge jo dusro ko jahannam ke taraf bulayenge aur jo log unko maneinge woh log jahnnam mein phek diye jaayenge. Sahaba ne arz ki "Ya Rasul Allah unke bareim mein batayiye". to aap ne farmaya "woh humare honge aur woh humari zubaan bolenge" Sahaba ne kaha agar meri zindagi mein aisa ho to kya karun Huzoor ne farmaya "Jamaah Musalmanon aur unke Khalifa ke saath raho".......
In Wahabeeyon se kaho ke aaj Sabse Badi jamaat woh hai to Dargha pe jaate hai aur jo Muqallid bhi hai.
Quran mein Allah farmtein hai:
"Tum sabse behterin ummah ho." [Soorah Aali-'Imraan 3:110]
Ye kaise ho sakta hai ke sabse behterin ummah mein sabse zadaa Mushrik ho?

Aur ek hadees:
Nabi kareem sualalahualaihewasallam ne farmaya"Main us shaks se darta hun jo Quran ko padhlegaa aur uska chehra munnwara ho jayegaa aur woh aayega Islam ko bachane. Ye jub tak Allah chahta hai tub tak hoga fir us se ye sab kuch leliya jaayegaa jub woh ye sabhi cheezon ko apne peeth ke peche rakh degaa aur talwaar lekar apne padosi ko SHIRK ka fatwa degaa. Sahaba ne arz ki in mein se Shirk ka haqdar kon hoga Nabi kareem sualalahualaihewasallam ne farmaya woh jisne Shirk ka fatwa diya (Yaani ke padosi nahi bulke woh jisne padosi ko Mushrik kaha)
Ye sabhi hadees bilkul sahi hai aur ye Wahabaiyon ke zubaan se bhi nikala hai ke ye sabhi hadees sahi hai.
Is hadees se ye pata chala le dusron ko mushrik kehna galat hai aur ye ho sakta hai ke dusron ko mushrik kehne se khud woh log hi mushrik na ban jayae